Un Rango Se Tune Milaya Lyrics – Hamari Adhuri Kahani | Papon

Un Rango Se Tune Milaya Lyrics Sung By Papon Featuring By Emraan Hashmi & Vidya Balan Is The Latest Hindi Movie “Hamari Adhuri Kahani” Song With Music Given By Mithoon. Un Rango Se Tune Milaya Song Lyrics Is Written By Sayeed Quadri. This Song Officially Published On SonyMusicIndiaVEVO Youtube Channel.

Un Rango Se Tune Milaya Lyrics – Hamari Adhuri Kahani

Humnava Lyrics

Aa

Hey humnava mujhe apna bana le
Sukhi padi dil ki is zamin ko bhiga de
Hmm hun akela zara hath badha de
Sukhi padi dil ki is zamin ko bhiga de

Kabse main dar dar phir raha
Musafir dil ko panah de
Tu aawargi ko meri aaj thhera de

Ho sake to thoda pyar jata de
Sukhi padi dil ki is zamin ko bhiga de

Aa aye hey o
Aa o

Murjhai si sankh pe dil ki
Phul khilte hain kyun
Baat gulon ki zikr mehak ka
Achha lagta hai kyun

Unn rangon se tune milaya
Jinse kabhi main mil na paya
Dil karta hai tera sukriya
Phir se bahar tu la de

Dil ka suna banjar mehka de
Sukhi padi dil ki
is zamin ko bhiga de

Hmm hun akela zara hath badha de
Sukhi padi dil ki iss zamin ko bhiga de

Waise toh mausam guzre hain
Zindagi mein kayi
Par ab na jaane kyun mujhe wo
Lag rahe hain haseen

Tere aane par jaana maine
Kahin na kahin zinda hun main
Jeene laga un main Ab ye fizaye chehre
ko chhu’ti hawaye

Inki tarah do kadam to badha le
Sukhi padi dil ki is zamin ko bhiga de
O hun akela zara hath badha de
Sukhi padi dil ki iss zamin ko bhiga de

Humnava Song Credits

SongHumnava
SingerPapon
FeaturingEmraan Hashmi & Vidya Balan
MusicMithoon
LyricsSayeed Quadri
LableSonyMusicIndiaVEVO