TU SAAMNE AAYE LYRICS – JUBIN NAUTIYAL | YOHANI

Tu Saamne Aaye Lyrics Sung By Jubin Nautiyal & Yohani Featuring By Jubin Nautiyal & Yohani & Sakshi Joshi Mateen Vakil Is The Latest Hindi Song With Music Given By Rocky – Jubin Tu Saamne Aaye Lyrics Is Written By Rocky Khanna While Video Is Director By Navjit Buttar This Song Officially Published On T-Series Youtube Channel.

Tu Saamne Aaye Lyrics Jubin Nautiyal

Tu Saamne Aaye Lyrics

Jo Milke Bichadte
Bichadke Ke Wo Milte Kyun
Sanse Tham Jaye
Jo Tu Samne Aaye

Main Dekhun Jidhar Bhi
Dekhun Main Tujhi Ko Kyun
Khushbu Si Kyun Aaye
Jo Tu Samne Aaye

Kyun Tu Mujhme Kyun
Hai Basta Yun Tu Bata De
Aur Kyun Teri Ruh
Hai Rubaru Mujhse Tu Bata De

Ye Naino Ke Naate
Mil Kar Ban Jaate Kyun
Junun Jagaye
Jo Tu Samne Aaaye
Tu Samne Aaaye
Tu Samne Aaaye

Jo Tu Samne Aaati Hai
Bas Jati Hai Kyun Meri Nazro Mein
Thoda Tadpati Hai
Aur Thoda Satati Rato Mein

Jo Tu Samne Aati Hai
Behlati Behkati Adao Se
Jo Tu Samne Aati Hai
Ruk Jati Hai Sanse

Kyun Tu Mujhme Kyun
Hai Basta Yun Tu Bata De
Aur Kyun Meri Rooh
Hai Rubaru Tujhse Tu Bata De

Muskan Yeh Teri Aatish Ban Jaye Kyun
Wo Aag Lagaye Jo Tu Samne Aaye
Tu Samne Aaye
Tu Samne Aaye

Jo Milke Bichadte
Bichadke Ke Wo Milte Kyun
Sanse Tham Jayein
Jo Tu Saamne Aaye

Main Dekhun Jidhar Bhi
Dekhun Main Tujhi Ko Kyun
Khushb Si Kyun Aaye
Jo Tu Samne Aaye

Kyun Tu Mujhme Kyun
Hai Basta Yun Tu Baata De
Aur Kyun Teri Ruh
Hai Rubaru Mujhse Tu Bata De

Ye Sath Hamara
Kisko Samjhaye Kyun
Dil Dub Hi Jaye
Jo Tu Samne Aaye

Tu Samne Aaye
Tu Samne Aaye

Tu Saamne Aaye Song Credits

SongTu Saamne Aaye
SingerJubin Nautiyal & Yohani
FeaturingJubin Nautiyal & Yohani & Sakshi Joshi Mateen Vakil
MusicRocky – Jubin
LyricsRocky Khanna
DirectorNavjit Buttar
LableT-Series