Jindagi Me Jab Se Tera Aana Hua Lyrics – Salman Ali

Jindagi Me Jab Se Tera Aana Hua Lyrics Sung By Salman Ali And Featuring By Salman Ali. Is The Superhit Hindi Song With Music Given By Himesh Reshammiya. Zindagi Me Jab Se Tera Aana Hua Lyrics Is Written By Himesh Reshammiya. This Song Officially Published On Himesh Reshammiya Melodies Youtube Channel.

Jindagi Me Jab Se Tera Aana Hua Lyrics – Salman Ali

Tera Aanaa Lyrics

Baar Baar Na Chahate Huye Bhi
Tumpe Hamne Yeh Dil Hara
Tumse Mulakat Jab Bhi Ho Jaati Hai
Tumse Pyar Ho Jaata Hai Dobara

Jindagi Me Jab Se Tera Aana Hua
Tu Hi Mere Jine Ka Bahana Hua
Jindagi Me Jab Se Tera Aana Hua
Tu Hi Mere Jine Ka Bahana Hua

Aab Toh Mushkil Apne Ghar Jana Hua
Teri Galiyo Me Apna Thikana Hua

Dard Har Ik Mera Aashiqana Hua
Mera Dil Mujhse Hi Begana Hua
Jindagi Me Jab Se Tera Aana Hua
Tu Hi Mere Jine Ka Bahana Hua

Ek Parinda Hai Meri Aahsiqui
Aur Tu Meri Parwaz Hai
Mere Geeto Ka Dard Hai Tu
Aur Tu Meri Aawaz Hai

Jindagi Me Jab Se Tera Aana Hua
Tu Hi Mere Jine Ka Bahana Hua
Jindagi Me Jab Se Tera Aana Hua
Tu Hi Mere Jine Ka Bahana Hua

Tere Jaane Se Door Rahne Se
Main Begana Sa Rahta Hun
Aa Hi Jayegi Ek Din Yahin
Dil Diwane Se Kahta Hun

Jindagi Me Jab Se Tera Aana Hua
Tu Hi Mere Jine Ka Bahana Hua
Jindagi Me Jab Se Tera Aana Hua
Tu Hi Mere Jine Ka Bahana Hua

Tera Aanaa Song Credits

SongTera Aanaa
SingerSalman Ali
FeaturingSalman Ali
MusicHimesh Reshammiya
LyricsHimesh Reshammiya
LableHimesh Reshammiya Melodies