In Hawaon Mein Mehki Fizaon Mein Lyrics – Udit Narayan

In Hawaon Mein Mehki Fizaon Mein Lyrics Sung By Udit Narayan & Alka Yagnik And Featuring By Manisha Koirala & Akshay Kumar & Sunny Deol Is The Latest Hindi Movie “Jaani Dushman” Song With Music Given By Anand Raj Anand. In Hawaon Mein Mehki Fizaon Mein Lyrics Is Written By Sameer. This Song Officially Published On Goldmines Gaane Sune Ansune Youtube Channel.

In Hawaon Mein Mehki Fizaon Mein Lyrics – Jaani Dushman

Zindagi Main Tujhi Pe Lutaunga Lyrics

Aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja

Zindagi mai tujhi pe lutaunga
Zindagi mai tujhi pe lutaunga
Main to mar ke bhi tujhko chahunga
Aaja aaja aaja aaja

Zindagi mai tujhi pe lutaunga
Zindagi mai tujhi pe lutaunga
Main to mar ke bhi tujhko chahungi
Aaja aaja aaja aaja Aaja aaja aaja aaja
Ye to hai dilbar mehbub ka vada
Tode se na tute
Ye to janam dildar ka daman
Chhode se na chhute

Chahate keh rahi har ghadi yaar ki
Har kasam se badi hai kasam pyar ki
Pyar ka main ye vada nibhaungi
Aaja aaja aaja aaja Aaja aaja aaja aaja
Zindagi mai tujhi pe lutaunga
Zindagi mai tujhi pe lutaunga
Main to mar ke bhi tujhko chahungi
Aaja aaja aaja aaja Aaja aaja aaja aaja

Na zamin hogi na to gagan hoga
Badlega har mausam
In hawao me mehki fizaon me
Shamil rahenge hum

Is jaha se kabhi ishq darta nahi
Jante hai sabhi ishq marta nahi
Har janam me tujhe main paunga
Aaja aaja aaja aaja Aaja aaja aaja aaja

Zindagi mai tujhi pe lutaunga
Zindagi mai tujhi pe lutaunga
Main to mar ke bhi tujhko chahunga

Aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja

Zindagi Main Tujhi Pe Lutaunga Song Credits

SongZindagi Main Tujhi Pe Lutaunga
SingerUdit Narayan & Alka Yagnik
FeaturingManisha Koirala & Akshay Kumar & Sunny Deol
MusicAnand Raj Anand
LyricsSameer
LableGoldmines Gaane Sune Ansune