Hai Tere Janam ka Ye Subh Din Lyrics – Vicky D Parekh

Hai Tere Janam ka Ye Subh Din Lyrics Sung By Vicky D Parekh Featuring By Vicky D Parekh. Is The Letest Hindi Song With Music Given By Nelson Mudliar. Hai Tere Janam ka Ye Subh Din Lyrics Is Written By Pankaj J Golechha. This Song Officially Published On Vicky D Parekh Youtube Channel.

Hai Tere Janam ka Ye Subhdin Lyrics – Vicky D Parekh

Tu Sansaar Hamara Hai Lyrics

Aaj hi ke din humne tumko
rab se paaya tha
Jannat se tu saath mein
khushiyan kitni laaya tha
Ho aasmaano ko chhoo le tu
yeh dua humaari hai

Apni umar bhi humne
toh haskar tumpe vaari hai
Hai tere janam ka ye shubh din
sau baar aaye ye shubh din
Khwaab poore hon tumhare
armaan iss dil ka

Tumko mubaarak ho yeh
pal apne janamdin ka
Bhavya tu jaan se pyaara
Tu hi sansaar hamara hai
Bhavya tu jaan se pyaara
Tu hi sansaar hamara hai

Aaj tumhara…
Aaj tumhara hai janamdin
dua yeh honthon par
Aaj tumhara hai janamdin
dua yeh honthon par

Muskurate tum raho phoolon sa khilkar
Bhavya tu jaan se pyaara
Tu hi sansaar hamara hai
Bhavya tu jaan se pyaara
Tu hi sansaar hamara hai

Tu Sansaar Hamara Hai Song Credits

SongTu Sansaar Hamara Hai
SingerVicky D Parekh
FeaturingVicky D Parekh
MusicNelson Mudliar
LyricsPankaj J Golechha
LableVicky D Parekh