Baraste Sawan Ki Boondein Lyrics – Stebin Ben | Mohsin Khan

Baraste Sawan Ki Boondein Lyrics Sung By Stebin Ben And Featuring By Mohsin Khan & Priyanka Khera Is The Latest Hindi Song With Music Given By Rashid Khan. Baraste Sawan Ki Boondein Lyrics Is Written By Rashid Khan. This Song Officially Published On Zee Music Company Youtube Channel.

Baraste Saawan Ki Boondein Lyrics Stebin Ben

Saawan Ki Boondein Lyrics

Inayat Aisi Huyi Mujh Par
Dua Ban Ke Mila Hai Tu

Inayat Aisi Huyi Mujh Par
Dua Ban Ke Mila Hai Tu
Kiye Sajde Ada Rab Ke
Meri Chahat Ka Sila Hai Tu

Asar Tera Hai Iss Qadar
Asar Tera Hai Iss Qadar

Baraste Sawan Ki Boondein
Mujhe Yaad Aati Hain Aksar
Jo Tere Sang Bitaye Pal
Rahenge Yaad Sada Dilbar

Baraste Sawan Ki Boondein
Mujhe Yaad Aati Hai Aksar
Jo Tere Sang Bitaye Pal
Rahenge Yaad Sada Dilbar

Bechainiyo Mein Bhi Chain Aaya
Jab Se Qarib Maine Tujhko Hai Paya

Ho Bechainiyo Mein Bhi Chain Aaya
Jab Se Qarib Maine Tujhko Hai Paya
Meri Subah Hai Raushan Tujhse
Sath Mere Rehna Tu Ban Ke Saya
Sath Mere Rehna Tu Ban Ke Saya

Fira Main Kis Tarah Dar Dar
Tujhe Pane Ko Humsafar

Baraste Sawan Ki Boondein
Mujhe Yaad Aati Hai Aksar
Jo Tere Sang Bitaye Pal
Rahenge Yad Sada Dilbar

Baraste Sawan Ki Boondein
Mujhe Yad Aati Hai Aksar
Jo Tere Sang Bitaye Pal
Rahenge Yaad Sada Dilbar

Saawan Ki Boondein Song Credits

SongSaawan Ki Boondein
SingerStebin Ben
FeaturingMohsin Khan & Priyanka Khera
MusicRashid Khan
LyricsRashid Khan
LableZee Music Company